Aaqa (Abida Parveen & Ali Sethi) Lyrics

Aaqa (Abida Parveen & Ali Sethi)

ABIDA PARVEEN, ALI SETHI,

Pakistan

Lyrics

Aaqa

tarz e sanaayi man nami-daanam
ay noor e qalbi ay noor e rooham
kaaba e dil hai qibla e dil hai
ishq e haqeeqi khaaliq e aalam

maula,maula,maula,maula

jahaan bhi dekho tera nishaan hai
mahraab e dil mein teri azaan hai
tu hi ahad hai, tu hi hai waahid
tu hi hai makhfi, tu hi jali hai
yeh sab tumhara karam hai aaqa
yeh sab tumhara karam hai aaqa
keh baat ab tak bani hui hai
yah sub tumhara karam hai aaqa
kih baat ab tak bani hui hai
kisi ka ehsaan kiun uṭhaen
kisi ko halaat kiun bataen
tumhi se maangen ge tumheen do ge
tumhaare dar se hi lau lagi hai
yeh sab tumhara karam hai aaqa
yih sab tumhaara karam hai aaqa
kih baat ab tak bani hui hai
yeh sab tumhara karam hai aaqa
kih baat ab tak bani hui hai
mein faqeeri men bhi hoon kitna qalandar dekho
dekhne walo zara mera muqaddar dekho
khata hui to khata ko meri chhupaaya hai tum ne
karam apna kar diya apna banaya tum ne
kisi ka ahsaan kiun uṭhaen
kisi ko halaat kiun bataen
tumhi se maangen ge tumheen do ge
tumhary dar se hi lau lagi hai
yih sab tumhaara karam hai aaqa
yih sab tumhaara karam hai aaqa
kih baat ab tak bani hui hai
yih sab tumhaara karam hai aaqa
kih baat ab tak bani hui hai
tu khuda e lam yazil
tu hi hai rabb ul aalameen
tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
tu hi awwal tu hi aakhir
tu ahad waahid bhi tu
wird tere naamon ka ho raha hai ku ba ku
tu khuda e lam yazil
tu hi hai rabb ul aalameen
tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
tu hi awwal tu hi aakhir
tu ahad waahid bhi tu
wird tere naamon ka ho raha hai ku ba ku
tu khuda e lam yazil
tu hi hai rabb ul aalameen
tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
tu hi awwal tu hi aakhir
tu ahad waahid bhi tu
wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku
tu khuda e lam yazil
tu hi hai rabb ul aalameen
tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
tu hi awwal tu hi aakhir
tu ahad waahid bhi tu
wird tere naamon ka ho raha hai ku ba ku
maula